Apne Thakur Ji ki Seva aur Shringar ko aur bhi divya aur sugandhit banayein hamare Kesar Chandan Itra ke saath. Kesar aur Chandan ki pavitra aur royal khushboo ka ye sundar sangam mandir aur puja ke mahaul ko shant, pavitra aur sukhad banata hai. Ye attar specially Laddu Gopal Ji, Radha Krishna aur anya Thakur Ji ke Shringar ke liye perfect hai. Kesar ki meethi aur Chandan ki thandi sugandh milkar ek long-lasting divine fragrance deti hai jo poore din mandir aur puja sthal mein bani rehti hai. Sirf ek choti si drop bhi Thakur Ji ki murti, vastra ya shringar par lagane se bahut hi sundar aur pavitra sugandh aati hai aur seva ka anubhav aur bhi bhavpoorn ho jata hai. Key Features: • Premium Kesar Chandan fragrance • Sweet aur soothing divine aroma • Long-lasting fragrance for puja • Perfect for Thakur Ji Shringar & Daily Seva • Available in 2.5ML, 5ML aur 10ML sizes • Elegant glass bottle packaging Ideal For: • Laddu Gopal Ji Shringar • Radha Krishna Seva • Temple Puja & Bhog Seva • Festival aur special puja occasions